Saturday, 12 May 2018

Ek lamhaa !©

Ek lmha hi to hoon

Gujar jaunga
Tu yaad nhi karti
Main kidhar aaunga...
Lautunga kin galiyon me
Jab koi pehchanega nhi
Waqt gujrega jaise
Main bhi gujrta jaunga
Ek lamha hi to hun
Phir kahan aaunga
Kabhi socha h kya tune
Ki gujri hue jawani
Jaise laut nahi pati
Gujra hua koi shaksh bhi nahi
Bachpan bhi kaha aati hai
Main bhi bund bund sa ,
Samay ki dhara me bikhar jaunga
Ek lamha hi to hua
Phir kahan aaunga
Pragyathakur

©pragya thakur

No comments:

Post a Comment

I do understand!!

I look at him in pain, And lightly smile again. He might think I jest, His sorrows, wounds, unrest. I've fought battles on my own, Survi...